khamoshi
tum kehtay ho koi baat kaho
aaj kal aur din raat kaho
baat der baat kehti raho
mein kahun so kahun
itna kahun ke tum sunn sako
barsa baras unkahi tum kahan tak saho gay
khamoshi ke kinaraon mein lafz kab tak piro gay
aaj kal aur din raat kaho
baat der baat kehti raho
mein kahun so kahun
itna kahun ke tum sunn sako
barsa baras unkahi tum kahan tak saho gay
khamoshi ke kinaraon mein lafz kab tak piro gay
0 Comments:
Post a Comment
<< Home